Chai | A Beautiful Poetry Written By Faraz Husain RK
![]() |
Tum Kuchh Nahi Mera Aur Tum Hi Sab Ho
Ye Jo Haal Mera Iska Tum Hi Sabab Ho
Are Bhoolna Hai Tumhe? Bhula Denge
Tum "Chai" To Nahi Jo Bar Bar Talab Ho
- #Farazhusainrk
Ye Jo Tu Ghairo Ke Sath Lamhe Bitaye Deta Hai
Mera Dil Bhi Is Baat Pe Haaye Deta Hai
Tumse Achha To Wo Bachha Samjhta Hai Jazbat
Mere Mangne Se Pehle Lakar Mujhe "Chai" Deta Hai
- #Farazhusainrk

0 Comments:
Post a Comment